ek umr pahle
akele ghar se nikle the
tabh na dikha koi rah na manzil
dikha toh sirf ek khula aasmaa, ek khule zamee
nikal pade akele hee
lehlahate khetoo pe, umadte nadiyaoo se
banjar zameenoo pe,
andhiyoo mein, tufaanoo mein
is suffer mein
andheroo ka khauf nikal gaya
haadsoo se badh kar housle dikne lagee
sagar se muhobbat ho gayee
bijlioo ne roshnee dedee
maendhakoo se dosti ho gayee
aur kai saatheon se bair
carvaan chalta gaya kafila banta gaya
saath kuch aise pyaaroo ka mila
ke her zameen sar zameen lagne lagee
ek nayee dharti dikhne lagi
abh itne door aagaye hain
ke pass bhee bahut door lagta hai
par dil hai ke kehta hai
ek kadam aur! ek kadam aur!
akele ghar se nikle the
tabh na dikha koi rah na manzil
dikha toh sirf ek khula aasmaa, ek khule zamee
nikal pade akele hee
lehlahate khetoo pe, umadte nadiyaoo se
banjar zameenoo pe,
andhiyoo mein, tufaanoo mein
is suffer mein
andheroo ka khauf nikal gaya
haadsoo se badh kar housle dikne lagee
sagar se muhobbat ho gayee
bijlioo ne roshnee dedee
maendhakoo se dosti ho gayee
aur kai saatheon se bair
carvaan chalta gaya kafila banta gaya
saath kuch aise pyaaroo ka mila
ke her zameen sar zameen lagne lagee
ek nayee dharti dikhne lagi
abh itne door aagaye hain
ke pass bhee bahut door lagta hai
par dil hai ke kehta hai
ek kadam aur! ek kadam aur!
No comments:
Post a Comment