Tuesday, February 12, 2013

mere mazee

Na-khauf, behosh, be-khudi
Azaad, be-haal, bandagi
 
Awaraa, be-ill-te-jja, muhabaat
Na-gawaaraa, daag-dar, muskurahat
 
Bheegee, pyaasee, negaahein
Falaknuma, bezubaan khwaaishen
 
Aye mere waaiz
Khamosh, nazar unkee
Barbaad, umar hamaree

No comments:

Post a Comment